Nachfolgend der Liedtext Tu Na Jaa Mere Baadshah Interpret: Alka Yagnik, Mohammed Aziz mit Übersetzung
Originaltext mit Übersetzung
Alka Yagnik, Mohammed Aziz
Ho… ooo… ho… ooo… ho… ooo… ho… ooo…
Tu na ja, mere baadshah
Ek waade, ke liye
Ek waada, todd ke.
Ho na ja, mere baadshah
Ek waade, ke liye
Ek waada, todd ke.
Mein waapas, aaunga (x2)
Jaa raha hu, mein yaha
Jaan apni, chhod ke.
Tu na ja, mere baadshah
Ek waade ke liye
Ek waada, todd ke.
Khuda ka tujhe, waasta
Laut kar aana, tera
Dekhungi mein, raasta. (x2)
Yeh waada, hai mera (x2)
Mein agar, marr bhi gaya
Toh bhi, wapas aaunga.
Ho, na ja, mere baadshah
Ek waade, ke liye
Ek waada, tod ke.
Tu na ja, mere baadshah
Maar na, daale kahin
Yeh teri, furkat mujhe.
Re, na ja, mere baadshah
Maar na, daale kahin
Yeh teri, furkat mujhe.
Mein waapas, aaunga (x2)
Yeh mera, waada raha
Hass ke kar, rukhsad mujhe.
Aa mere, mehboob aa
Jaane se, pehle tujhe
Mein jee bhar, ke dekh loon. (x2)
Teri tasweer mein (x2)
Chahu jab, aankhein zara
Band karke, dekh loon.
Tu na ja, mere baadshah
Ek waade, ke liye
Ek waada, todd ke.
Re na ja, mere baadshah
Ek waade, ke liye
Ek waada, todd ke.
Mein waapas, aaunga (x2)
Jaa raha hu, mein yaha
Jaan apni, chhod ke.
Lieder in verschiedenen Sprachen
Hochwertige Übersetzungen in alle Sprachen
Finden Sie die benötigten Texte in Sekundenschnelle.